More Stories

Saturday, July 31, 2021

Best RO Plant Price In Pakistan

by

Best RO Plant Price In Pakistan

Best RO Plant Price In Pakistan

Best RO Plant Price In Pakistan

Best RO Plant Price In Pakistan

Best RO Plant Price In Pakistan

Best RO Plant Price In Pakistan

Best RO Plant Price In Pakistan

Best RO Plant Price In Pakistan

Best RO Plant Price In Pakistan

Best RO Plant Price In Pakistan

Best RO Plant Price In Pakistan

Best RO Plant Price In Pakistan

Best RO Plant Price In Pakistan

Best RO Plant Price In Pakistan

Best RO Plant Price In Pakistan

Best RO Plant Price In Pakistan

Best RO Plant Price In Pakistan

Best RO Plant Price In Pakistan

Best RO Plant Price In Pakistan

Best RO Plant Price In Pakistan

Best RO Plant Price In Pakistan

Best RO Plant Price In Pakistan

 

Saturday, March 27, 2021

Ro plant for home

by


کیا آپ کے گھر کا پانی صاف اور پینے کے قابل ہے؟

کیا آپ مہنگے بوتل واٹر سے نجات حاصل کرنا چاہتے ہیں؟

کھارے بھاری نمکین اور بور والے پانی کو منرل واٹر بنائیں

☎️

0300 0777366

0308 8240041

For Order Visit Our Website

 🌐 www.hydronixwater.com.pk

Order on Daraz with Credit Card

https://www.daraz.pk/shop/hydronix-water-technology/


New Model American Ro Plant equipped with 5 to 9 Stages Filtration and purification features . Easy installation and low maintenance .

Our latest Ro water filtration machine available with latest features 

مہنگا اور غیر معیاری بوتل واٹر اب استعمال کرنا چھوڑ دیں کیونکہ اب ہم لائے ہیں جدید فلٹریشن ٹیکنالوجی سے آرستہ آر او واٹر فلٹریشن مشین جو آپ کے گھر کے پانی کو بنائے مکمل منرل واٹر ۔ماہانہ خرچ بھی انتہائی کم ۔ مارکیٹ میں دستیاب آر او پلانٹس ناقص کوالٹی کے بیچے جارہے ہیں جو کچھ عرصہ استعمال کے بعد ہی ناکارہ ہوجاتے ہیں ۔ 

بہترین اور معیاری آر او پلانٹ کے لیے صرف اور صرف ہائیڈرونکس واٹر کے منتخب کردہ آر او پلانٹس پر ہی انحصار کریں ،کیونکہ ہم آپ کو بہترین کوالٹی اور معیاری سروسز کی ضمانت دیتے ہیں۔

Our Ro Plants are Equipped With Minerals and Alkaline PH.

AVAILABLE IN ALL PAKISTAN (CASH ON DELIVERY)

System Specifications 

👉100 GPD Ro Membrane 

👉5 Gallon BIG Water Storage Tank 

👉5 to 9 Stages Filtration Process

👉120 PSI Boost Pump 

👉Fully Automatic (High and Low Pressure Switches)

👉Drain Valve for waste water 

👉Luxury Chrome Faucet For Drinking Tap 

👉Food Grade Material Housing 

***********************************************

How System Work ?

✅ Sediment Removal 1 Micron Filtration

✅Coconut Activated Carbon (reduce bad smell)

✅Block Carbon Cartridge 

✅Ro Membrane for 0.0001 Micron Filtration

✅Post Carbon Process for Purification 

✅Minerals Cartridge 

✅Alkaline PH Cartridge (Maintain PH level in Water)

✅UV Ultraviolet Sterilizer 

#reverseosmosis #roplant #rowaterfilter #bestwaterfilter #waterpurifier #waterfiltration #mineralwater #alkalinewater #waterpurification #taiwanroplant #econoplus #rofilter #eurotech #aqua #bestroplant #roshop #Aqua #aquaro #taiwan #DrinkingWater #health #eurotech #econoplus #nestle #HydronixWater #Shelter #pentapure #Aquafine #RO #Pentapure #Axtron #aqua #pure #pakistan #lahore #islamabad #peshawar #multan #karachi #sindh #urdu

Sunday, April 12, 2020

Is Boiled Water Safe To Drinking? Boiled Water VS Filtered Water

by

Is Boiled Water Safe To Drinking? Boiled Water VS Filtered Water


Is Boiled Water Safe To Drinking? Boiled Water VS Filtered Water

Dosto bohat se logo kay khayal ma ha kay agar paani ko boil ya ubaal liya jaye to pani saaff or peene kay qabil ho jayta ha. Boil karne se paani ma bacteria to khatam ho jata ha lekin kia iss ma matti, rait or kai bi khatam ni hotay, issi tarha  hemicals or arsenic chemical paani ma mojood hota rahta ha.
Panni ko poori tarha saaf or shafaf banana kay lliye app ko RO Plant ki zaroorat ha jo Boor kay paani or Government kay paani ko saaf or bottle water se behtar banata ha.

RO Plant hi wo wahid technology ha jo pani ma se zarrat kay sath sath muzar e sehat chemical jaisa kay arsenic ko bikhatam karta ha. Ro plant paani main se dhaton kay ilawa lead or paara ko bi nikal deta ha. Jis se bani sehat kay liye mehfooz of sehat baksh ban jata ha.

Best Water filter for Boring Water

by

Best Water filter for Boring Water

Pakistan ma boohat se log balke zida tar loog boor ka pani istamaal karte ha. Boor kapani yaa to bohat namkeen or khaara hota ha. Ya phir peela or badboodar hota ha. Agar app ne boor karwaya ha. ya app ka boor hoya huwa ha to sab se pehlay app iss kay pani ka test karwain. Or agar khara ya namkeen ha to iss ka matlab iss ka TDS high ha. iss pani ko peene kay liye app ko RO Plant lagwana ho ga. jis se app ka pani meetha, saaf or shafaf hojaye ga.

Best Water filter for Boring Water

RO Plant for boring Water

RO Plant best ha boor water ko saaf karne k liye. Kio kay jo pani zameen ma se aaraha ha iss ma mineral or chemicals ki miqdaar kitni ha. or jo chemicals ya minerals aarahe ha wo peene kay qabil bi ha k ni. Iss tamaam kisam kay minerals ko balance or peene kay qabil banene kay liye app ko RO Plant lagwana hoga.

Pakistan main bohat se aise ilaqay ha jahan kay paani ma bacteria bi ha. app RO Plant se bacteria ko bi khatam kar sakte ha kio kay is ski membrane filter ki micron ration 0.0001 micron hoti ha. jo bacteria or virus ko filter kar deti ha. iss tarha app kay boor ka pani bilkul saaf or peene kay qabil hojata ha.

RO Plant ka aik maah ka kharach sirf 500 se aik hazar ha or ye app ko Domestic RO Plant 100 gallon jo kay 377 liter banta ha wo 24 ghanto main deta ha. iss kay ilawa ye plant 100 GPD, 200 GPD, 400 GPD, 600 GPD or 800 GPD main bi dasteyab ha. iss se ziada pani kay liye commercial or industrial plant lagwana hota ha. RO Plant lagwane se pehlay apni zaroorat check kar lain kay app ko kitna paani chahiye roozana.  

Best Water filter for home in Pakistan

by

Best Water filter for home in Pakistan


Best Water filter for home in Pakistan

pani bohat si beemarion ki jarh ha. Peene ka pani aik sehat mand zindagi kay liye zaroori ha. App ma se bohat se logon ne ghar ma water filter lagwaya hoga ya peene kay liye pani bahir kisi filter se bharwa kay latey ho gay. Ye plant Government kay bi ho saktey ha or private bhi. Lekin kia app ko pata ha k ye pani waqai saaf ha? Ki uss filter plant kay filter kabhi saaf bi huway ha ya change bi huway ha? Agar nahi pata to phir yaqeenan wo pani saaf ni ho ga. to phir app ko zaroor taalash karna hoga best water filter for home in Pakistan with Best price. 

Kiya App ko pata ha kay agar aik limited time tak filter ko change naa kia jaye ya saaf na kiya jaye to ye saaf pani dene ki bajaye ganda or bacteria virus wala paani dena shuru kar deta ha or app saaf pani pee kar bi beemar hojate ha.

Konsa Filter best ha? Three Stage Water Filter or RO Plant?

Dosto filter lagwane se pehlay app ko pata hona chahiye kay app ko asal ma kis filter ki zaroorat ha. Or konsa filter app kay pani ko sahi saaf kar sakta ha.

Aik aam three stage water filter sirf app kay pani ma se basic kachra saaf kare ga. Iss ka pehla filter rait, matti or zang kaai saff karta ha. Doosri stage ka kam ha k uss ne chlorine or chemical saaf karna hota ha. Jab kay tesri stage kaam kamm mukhtalif ha agar aap iss ma filter use karain gay to app ko pehlistage walifaida ho ga or agar UV lamp use karte ha to ye bacteria or virus ko khatam karta ha lekin ye tariqa bohat purana ho gaya ha. Agar koi iss filter ko basic filtration kay liye isstamal karna chahe to kar saktaha.

Iss kay baad agar app thora conscious ha. Acha or saaf paani peena chahtay ha to app ko apne pani ka test karwana ho ga. ya app ye test khud bi kar sakte ha lekin iss k liye app kay pass TDS or PH meter hona zaroori ha. Ye meters sastay ha or easy mil jate ha. Agar aap ka pani kharaa ha ya oss ka TDS ziada ha. To app ko RO plant lagwana ho ga. RO plant App ko ghar ma saaf pani day ga. ye paani doosri aam pani ki bottle se ziada saaf or shafaaf ho ga.

Dosto RO Plant best Water filter ha kharay or namkeen pani ko meetha banana kay liye. Agar app RO plant ghar lagwa late ha to ye app ko saata bi parta ha. RO plant ki 19 lite ki bottle ki cost taqreeban 05 se 10 rupees parti ha. Jabke yeehi pani ki bottle app ko 100 se 250 ki milti ha.


RO Plant for Home Price list in Pakistan

by

RO Plant for Home Price list in Pakistan

Dosto agar app apne ghar ya office k liye best ro plant search kar rahe hai to pehlay app ko pata hona chahiye k app ko kis kisam ka RO Plant lena ha App ki zroriyat kia hai? Iss k sath sath best price ma kon konsa ro plant app ko mil sakta hai. Too dosto hum app k liye laye ha Tamam RO Plant for Home Price list in Pakistan wo bi tamam tafsilat k sath.

RO Plant for Home Price list in Pakistan

TDS or PH kia hote ha?

Agar app ko pehlat RO plant se mutaliq nahi pata to app ro plant lene se pehlay isske bare ma jaan lain. Kay konsa RO plant app k liye best ha. RO plant lene se pehlay app ko apne pani ka TDS or PH ka pata hona chahiye. Kay app kay  paani main TDS yani Total Dissolved Solids kitne aarahe ha? Or isski PH yani potential of Hydrogen kitni ha? TDS ko check karne k liye app k pass TDS Meter hona chahiye or PH ko check karne ke liye app Kay pass PH meter hona chahiye. Ye dono meter app ko water filter shop se mil jaye gay.

Kina TDS or PH honi Chahiye Drinking Water Kay liye?

TDS or Ph lene kay ka maqsad ye ha kay app ko pata chal jaye k app ka pani kais ha. Dosto drinking water ka TDS 150 se 300 tak hota ha or PH 6.5 se 8.5 tak hoti ha. Ab agar app kay tds or ph iss se ziada ha to app ko RO Plant ki zroorat ha or App ko RO plant laga lena chahahiye. Takay app iss ko RO plant se kam kar k iss ko peene kay kabil bana lain.

Best RO Plant Konsa ha Pakistan ma?

Pani ka TDS or PH check karne kay baad agar ye ziada aayta ha to app ko RO lagwana ho ga takay app apne tap water ko peene kay kabil bana lain. RO Plant lagwane kay baa dab agar app kay pani ka taste karwa ho jata hai ya paani peene kay baad app ko tezabiyat ho jati ha to app ko iss RO Plant kay sath aik mineral ball filter or aik ph balance filter lagana ho ga j okay pani ka taste theak karain gay or app kay pani ka taste theak hojaye ga. App tension se bachne kay liye 6 stages ya 7 stages ka RO plant pehlay hi lay sakte ha. Jo kay company fitted aata ha.

RO Plant Price List

Pakistan me bohat si companies RO plant sell kar rahi hai jo kay kafi mashoor ha lekin waqat guzarne kay sath sath inn ki quality bohat kam hoti jaa rahi ha. Ye companies China RO Plant, Taiwan RO plant, Vietnam RO plant or USA RO plant bech rahi hai. Agar app china ka ro plant lagwana chahtay ha to is ski price takriban 10000 se laykar 15000 tak ha jabkey Taiwan or Vietnam kay RO Plant ki qeemat 18000 se lay kar 25000 tak ha. USA kay system bohat kam companies bech rahi ha or unki price 25000 se 45000 tak hoti ha. Ye price stages par bi depend karti ha.



Top Ad 728x90

Top Ad 728x90