Best Water filter for Boring Water
Pakistan ma boohat se log balke zida tar loog boor ka pani
istamaal karte ha. Boor kapani yaa to bohat namkeen or khaara hota ha. Ya phir
peela or badboodar hota ha. Agar app ne boor karwaya ha. ya app ka boor hoya
huwa ha to sab se pehlay app iss kay pani ka test karwain. Or agar khara ya
namkeen ha to iss ka matlab iss ka TDS high ha. iss pani ko peene kay liye app
ko RO Plant lagwana ho ga. jis se app ka pani meetha, saaf or shafaf hojaye ga.
RO Plant for boring Water
RO Plant best ha boor water ko saaf karne k liye. Kio kay jo
pani zameen ma se aaraha ha iss ma mineral or chemicals ki miqdaar kitni ha. or
jo chemicals ya minerals aarahe ha wo peene kay qabil bi ha k ni. Iss tamaam
kisam kay minerals ko balance or peene kay qabil banene kay liye app ko RO
Plant lagwana hoga.
Pakistan main bohat se aise ilaqay ha jahan kay paani ma
bacteria bi ha. app RO Plant se bacteria ko bi khatam kar sakte ha kio kay is
ski membrane filter ki micron ration 0.0001 micron hoti ha. jo bacteria or
virus ko filter kar deti ha. iss tarha app kay boor ka pani bilkul saaf or
peene kay qabil hojata ha.
RO Plant ka aik maah ka kharach sirf 500 se aik hazar ha or
ye app ko Domestic RO Plant 100 gallon jo kay 377 liter banta ha wo 24 ghanto main deta ha. iss
kay ilawa ye plant 100 GPD, 200 GPD, 400 GPD, 600 GPD or 800 GPD main bi
dasteyab ha. iss se ziada pani kay liye commercial or industrial plant lagwana
hota ha. RO Plant lagwane se pehlay apni zaroorat check kar lain kay app ko
kitna paani chahiye roozana.
0 comments:
Post a Comment